soch tera maqaam kiya hoga
![]()
soch tera maqaam kiya hoga
![]()
Re: soch tera maqaam kiya hoga
![]()
soch tera maqaam kiya hoga
![]()
Re: soch tera maqaam kiya hoga
Shehzada kon hai?
Re: soch tera maqaam kiya hoga
painter
Re: soch tera maqaam kiya hoga
ufhhh Allah itnaa muqaaam main kahan jaun abbb ![]()
Re: soch tera maqaam kiya hoga
yeh shayer bhi na kabhi kabhi jaahilon wala kaam karte hain
kuch cheenkh cheenkh k thak gaye hain k “yaad boht rulati hai/tarpati hai”
aur is gadhe ko waja e gham ilaaj e gham nazar aati hai:omg:
Re: soch tera maqaam kiya hoga
Jessi soch wesa muqaam hoga ![]()
Re: soch tera maqaam kiya hoga
chheenk kon raha hai?
Re: soch tera maqaam kiya hoga
kai diljale
kai aashiq
jo ek 2sre se judaa ho chuke hain
but yaadein yaad judaa nahi huin
Re: soch tera maqaam kiya hoga
judai ke baad immune system kharab hojata hai? zukaam kiyun huwa unhe?
Re: soch tera maqaam kiya hoga
Haan
bechare cigarette,chars daaroo jaisi cheezon se apna immunity system nakara kar baith’te hain
woh to maindaki ko hota hai
in ko kiyon:hmmm:
Re: soch tera maqaam kiya hoga
aap ne hi to kaha ke chhenkon per chhenken ho jati hai
Re: soch tera maqaam kiya hoga
Oh acha
screaming:smack: