so when are we starting a thread

Gs Main bhee Shuhrat Na gaey Apney Junoon kei
Ab AQ Madawa Hay Is Asufta Sarii Ka

Aein Gay, Aur Zaroor Mil Baithain Gay
Inshallah....Ap Dua Kegeye

maulana! Hijju tau unn kee likho geY jinn kee shaairi paRhi ho… Hijju kee siNf bhee kuch kam naheeN bhaati laikin agar doosroN kee ho :smiley:

rahi baat sehraY kee… bhai … aap rehnaY dau… mujhay shaadi bhee karni hai… shukriyaa :hoonh:

Sahib, Na Khof zada Hoeye, Ager Dulhan Bhag gei Tu Degoon Ka Kharcha Hum Bazat-e-Khud Ada Krain gey…

Ap Dil Bara Kegeye, Hum Dil Kurha ker key Ap kei Tareef Ker Dain gey…

Bahut khoob :hoonh:

hum bhee arz kiye detay haiN

MiTTi kee mohabbat maiN, hum aashufa saroN naY
Woh qarz utaaaraY haiN, jo waajib bhee naa thaY

:jhanda:

Ghar ko gaaRi ehtiyaat say chalaanaa bhai miyaaN… raastaY maiN “chewnTiyaaN” milti haiN… samajh rahai ho naa baat ko :fatee:?

Qaazi jee.. dil kaa baRaa honaa bhee aik beemaari hai tibb kee roshni maiN… :halo:

Re: so when are we starting a thread

ha ha ha ha

yeh andaaz bhi koi mufeed nahi hay

shaair kehta hay

tazheek or iltafaat main day imtiyaaz
na muskura dekh k , haan muskura k dekh

haan haan let me name out a few ppl
jaisay ke Goodnews ke urdu aur Masoom Muskaan ke:emmy:
aur billi ke bhi

:barbie:roman urdu ki tang toor kar rakh detein hain

Re: so when are we starting a thread

Masoom Muskan writes in Martian Urdu .. oos ko maaf ker do :hehe:

Or GN kee Urdu khali farishtay he samajh saktay hain (GN ke left shoulder walay Farishtay)

aur bili jab asal main urdu bloti hai to mere urdu bhi kharab karti hai:vivo:

Ek to hyderabadi accent main bolti hai,uper say u aur me

hyderabadi, you mean dakkani hyderabaadi…

that’s a classic accent hona :smiley:

:blush:

Re: so when are we starting a thread

mujhay yeh sms mosool hoa hay

zara is ko perheye ir mujhay bataeye kitna waqt laga : P

khaaksaar k dil-o-mohtareeq-e-dimaagh-o-mun'tashir main yeh khadsha-o-andesha moqa'yad hoa hai k kahain banda-e-muhta'ram izzat-e-ma'aab khaaksaar naqis-ul-aqal ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi k arsa daraz se sahib-e-ziljah-o-aala mohta'rmi-o-mukar'rami ne band-e-haqeer-o-faqeer ko koi sms nahi arsaal kia

no she speaks the indian hydrabadi accent.:vivo:

how is the dhakkan ones?:hmmm:

abay dhakkan naheeN :omg:

dakkan… Hyderabad, Dakkan, India :cb:

PS: sorry i missed the reply.. thanks for X2 for providing the link for something else :woho:

Re: so when are we starting a thread

^^ Dubbay ko hamesha Dhukkan hi yaad aa'ai ga naa

You calling Khadija Fat :eek:

Ramzan main to B-jamalo pun chor dain.

Mushkil hay :bummer:

Re: so when are we starting a thread

Yeh b-jamalo pan kia hota hai :konfused:

Re: so when are we starting a thread

C-jamalo kee behen ko B-jamalo kehtai hain