so when are we starting a thread

Re: so when are we starting a thread

No matter how hard you try, you are still right, but with a punjabi accent!

aur shaam maiN TV sakreen kay saamnay beTh kar parogram dekhnaY say sudhar jaati ho gee?

aap ne to baaz logoN kee be-izzati kharaab ker ke rakh di

Re: so when are we starting a thread

what about meem ray zabar mur , ghain ali zabar gha , kuck kar ?

Re: so when are we starting a thread

yaa phir chay alif zabar chaa, Qaaf waow pesh Quuu ..... Kaaachu

Re: so when are we starting a thread

Urdu hai jis ka Naam Hum’he Jantay hain DaaGh :snooty:

be-izzati? yaani keh bisti

aur saath mein Keemay kay smosaay khatay haain aur keemti kleen ko bhi kraab kar ditay hain

bas ji aglay shab e baraat ki raat par dua magain gaye keh logon ko hidayat aa jaye

aab a zam zam ka pani pay kay mang-e-a ga , zaroor , kabool ho gee , inshallah.

Re: so when are we starting a thread

AgLi :snooty:

Re: so when are we starting a thread

chachu seedhi terha batain k kon baba-e-urdu hai GS per :hehe:

agar shab-e-baaraat kee raat baroz-e-jummah waalaY din ho jaaye tau la'b-e-dariyaa kaY kinaaraY jaa kar ibaadat kijiye gaa....

Re: so when are we starting a thread

yom e azadi kay din aisay aqwal e zareen kay lafz kahan thay?

mah e ramzan kay maheenay mein inshaAllah.

Re: so when are we starting a thread

Lazim Hai ke hum Bhi Dekhain Gay
Woh Din ke Jis ka Wadah Hai
Jo Loh-e-Azl pe Likha hai
Hum Dekhain Gay

:snooty:

Re: so when are we starting a thread

^ ye sher to Chief Justice kay bahal honay kay %chances ki tarah kam hota ja raha hai.

Re: so when are we starting a thread

That’s by Faiz :smilestar: and therefore it is perfect :snooty:

Umreeka mein rahtay rahtay aap ki urdu ka satya naas ho chuka hai. Achay khaasy iscool ko sakool bana daala.

mein nay islam ko bhi salam bana dia..