hum pehlaY hee la'b-e-dariya kaY kinaaray jaa kar pohuNchnaY kaa mashwarah inaayat farmaa kar deY chukaY thaY... kher aap kaa maqsad aur talab bhee issi khiyaal aur justuju say thee kay matloob kaY chaahaY jaanaY kee ghamaazi aur mutaaqaazi ho sakay...
iss liye chooN kaY chunaa chaY, aap kee baat maiN wazan mojood paayaa jaataa hai...
Aadaab-O-Nawaazish bhai-O-Braader-e-deeni
Sahib BeWazni TU Hum sey Bohlay say Bhee nahee hotee, Chahey JustajuEy Nasar Ho, Ya Roh-e-Sukhan Nazam Ho, wazan Main Ratii Baraber Kami Na ho Gii,
Azmaeish Shart Hey, Hum Kahey Detey Hain, Ap Likh Lei Geye.
Adab