Re: SMS Poetry!
*More Sms Poetry *
*Kesi ko Meri yaad aaiee ek arsa huwa *
koi hay hairaan to koi tarsa huwa
is terha khamosh hain ye dil ye ankhien meri
jaise khamosh ho koi badal barsa huwa
kesi k roth jane se
kesi ki yaad aane se
*hazaroon loug rote hain *
*k rona ed rawayet hay *
*rawayet torh jata hon *
*aap ki yaad aaane par *
*mai aksar muskarta hon *
Wo DOST yaad aaye Bhulate Bhulate
Dil k zakham ubhar aaye chupate chupate
*Sikhaya tha jis nay gham main muskurana *
*Rula diya aaj usi nay hansate hansate *
WAQT badalta hay zindgi k sath **
**ZINDGI badalti hay MOHABBAT k sath
MOHABBAT nahien badalti APNO k sath
*bas *
*apnay Badal jatay hain WAQT k sath *
-----------------------------------------------
Milta tha Mujhe Woh kabhi **
**pal pal k farq say
Phir rafta rafta **
*Yea farq saloon mai a gaya *
**Phir yuon howa k
Ankh say ansoon nikal parhe
*chehra kabhi jo us ka *
*khayaloon mai aa gaya *
-----------------------------------------------
Hum Naazuk Naazuk Dil Wale
Bas Aiese Hi To Hote hian
khabi Hanste hain khabi rote hian
khabi Dil mai khawab Pirote hain
khabi Mehfil Mehfil phirte hain **
*khabi zaat mai tanha hote hian *
*khabi Chup ki Mohar sajate hian *
*khabi Geet labon par laate hian *
*Khabi sab ka Dil Behlaate hian *
*Khabi Khud mai tanha hote hain *
*khabi shab bhar jaagte rehte hian *
*khabi lambi taan k soote hain *
**Hum Naazuk Naazuk Dil Wale**
*Bas Aiese Hi To Hote hian *
-----------------------------------------------
Yea zara zara si baat pay
tarha tarha k azaab kyuon?
jo kesi se bhi khafa na ho **
*mujhe us KHUDA ki Talaash hay *
*Mujhe Laghzashoon pe har garhi *
**koi tokta hay baar baar kyoun?
Jisay kar k Dil ko dukh na ho
mujhe us GUNAH ki Talaash hay **
*Bina humsafar k kab tak *
**Koi Musaftoon mai laga rahe?
jahan koi kesi say juda na ho **
*Mujhe us RAHH ke talaash hay *
**Mujhe daikh kar jo aik nazar
Mere sare dard samajh sake!
Jo is Qadar ho CHARA-GAR
Mujhe us NIGAH ki talaash hay
Abhi Wo dard baqi hay,
agarche waqt marham hay, **
*Magar kuch waqt lagta hay, *
*Kesi ko bhool janay main, *
*Dubara Dil basaanay main, *
*Abhi kuch Waqt lagna hay, *
*Abhi Wo dard baqi hay, *
*Main kaisay nayee Ulfat main, *
*Apni zaat ko gum kar doon, *
*K meray jism-o-wajdaan main, *
*Abhi wo fard baqi hay, *
*Abhi us shakhs ki mujh par, *
*Nigah-e-Sard baqi hay, *
**Abhi to ishq k rastoon ki,
Mujh par gard baqi hay,
Abhi Wo dard baqi hay
*Muhabatoon ki saza baymisaal di us nay *
udaas rehne ki aadat si dhaal di us nay
har aik shab meri tazah azaab mai guzri
tumhare baad tumhare hi khwab mai guzri
**main ik phool hon wo mujh ko rakh k bhool gaya
tamaam Umer Usi ki kitaaab mai Guzri **
Kesi nay kaha phool say k,
Mujh ko bata **
**tu aaaj tak kion khilta raha
Tu nay to di sab ko khushbu **
*tujh ko kaya milta raha? *
*Phool nay muskura kar kaha *
*abhi tu nadaaan hay *
*Jivan k sachay payar say *
*abhi tu anjaaan hay *
*dene k badle kuch laina *
*wo to aik karobaar hay *
**jo de kar bhi kuch na mange
*wo hi sacha payar hay *
Tu Daikh Kabhi Tapte Sehraa mein Shajar ko
Kese Jalte Hein Wafaoon ko Nibhane Walay
*matti meri qabar say chura raha hay koi *
*Marr kar bhi Mujh ko yaad aa raha hay koi *
ya RAB mujh ko ek PAl ke zindgi bakhash day **
**Mayoos meri Qabar say ja raha hay koi
**ROk Detay hain SHARIYAT k taqazay warna
main tera zikar her zikar say afzal kar doon**
**
ImmI
[spoiler] once Got through SMS [/spoiler]