~*~ SMS Poetries ~*~

Lets share some of the cool poetries received by SMS …

*Din beet jaatay hain suhaani yaadain ban kar

Baatain reh jaati hain kahaani ban kar

Per dost tau hamesha dil ke kareeb raheynge

Kabhi yaad tau kabhi aankh ka paani ban kar …*