IS
1
**matti meri qabar say chura raha hay koi **
**Marr kar bhi Mujh ko yaad aa raha hay koi **
**ya RAB mujh ko ek PAl ke zindgi bakhash day **
Mayoos meri Qabar say ja raha hay koi
ROk Detay hain SHARIYAT k taqazay warna
main tera zikar her zikar say afzal kar doon
babri
2
Re: SMS Again bummer
Apni apni ana ko bhulaya ja sakta tha
Shayed sara sheher bachaya ja sakta tha
sab sey bari rukawat teri mayusi thee
warna sara khel ultaya ja sakta tha.
very nice.
IS
4
Re: SMS Again bummer
** thanks both of you :-) **
Re: SMS Again bummer
*matti meri qabar say chura raha hay koi *
*Marr kar bhi Mujh ko yaad aa raha hay koi *
ya RAB mujh ko ek PAl ke zindgi bakhash day **
**Mayoos meri Qabar say ja raha hay koi
Ta ky cheekh mar kr woh bhi mar jay Mayoosi khat am pysa hazam:D
ASA
9
Re: SMS Again bummer
Khabar sun kar mere marne ki boly woh raqeeboN se
Khuda bakhshay bouhat si khoobiaN thee marne walay maiN
IS
10
Re: SMS Again bummer
Thanks All for liking 
and GN dadi ama 
nice one asa bahi 