aaj mujhey naani jaan key haan jaana tha… magar…:bash: jub dad naani key haan maghrib key baad gaye to main soo raheen then…mama nay mujhey jagaaya tha…magar main uthee naheen:smash: …
**meyree aankh 9:30 pm per khulee…uss time tak dad wapis aa chukey they… ** ab mujhey kal ka intezaar karna pareyga…
agar yahee aaj main subah 10:00am per naa uthteen…aur zuhar main uthteen to mujhey maghrib key baad neend hee na aatee… jaldi uthney sey nukhsaan ho gaya na meyra…