Ahem Ahem…
Hazraaat aik zaruri elaan suniyyeeeeee..
Ap ki Guppan SJ…
ka chooza shareef jahan-e-fani se rukhsat ho gya
sogwaron mn koi murghi ni…sirf SJ reh gae hain… baqi choozay bhi pehle ka hashar dekh ke bhag kharde hoye
nehayat naik paak, saum-o-salat ka paband aur SJ ka tabedaar chooza tha.
Aap se guzarish hai ke baad namaze-Asar
Chaaleswain mn shreek ho kar
marhoomm ki rooh ko esaal-sawab pohnchayen..
elaan khatam hoa
Re: SJ ka Chooza ~
lgta he apko bohat dukh hua he
Lilly
May 9, 2010, 6:16pm
4
Re: SJ ka Chooza ~
Kia ye real main Chooza hi tha ?
Re: SJ ka Chooza ~
haan na usko shayed billi kha gayi koi nam-o-nishan nhi mila becharay ka
Re: SJ ka Chooza ~
@lippy : good question…
ho sakta hai choozi/ choozya/ choozan/ choozcha/ ho
Lilly
May 9, 2010, 6:20pm
7
Re: SJ ka Chooza ~
dun worry ab ILan ho gaya shyed woh Bili mil gay
Re: SJ ka Chooza ~
han wesay mujay nhi pata k chooza tha ya choozi lol
us billi ki khoob pitayi krain gay wo mera chooza kha gayi
Re: SJ ka Chooza ~
apki…
ap bacho phir mj se…
wo meri billi thi
yaani meri Billi mujhi ko meeyaon
Re: SJ ka Chooza ~
apki billi bri stupid he........mera chooza kha gayi
Re: SJ ka Chooza ~
i thought SJ itself is choozii
Re: SJ ka Chooza ~
kya bakwas thread hai yeh
Re: SJ ka Chooza ~
@SJ :
bach ke kahan jaon ga.....
laut ke yahin aaon ga!
wah!! wah!! mujhe to pata hi nahi tha k mn shair hoon baingan paka ke
Re: SJ ka Chooza ~
bakwas thread with choozi, chooza and bakras like us ;)
Lilly
May 9, 2010, 6:36pm
18
Re: SJ ka Chooza ~
Sara ab skull dust ko maro in ki bili thi :D
but mein zinda hun
tm hameshaaaaaaaaa sarry huy hi rehna
hr jagha sabziyan nhi pakani acha
ji haan bilkul…
magar chooza bara mazedaar tha…
wow!! abhi tak taste aa raha hai munh mn
mmmmmMMmm Delicious