lo dasso bhala, pa g roko na g guazartay dinno ko
issee liay tu shayar ne ishara diya hay, jaagtay rahna bhai sab, hum jaisay na rahna bhai saab
hahahahaha humaray rookay say kun sa din ruk janay hain .............aakhir pay kehna parna hai
Peeri Say Kham Qamar Main Nahee Hai Aiy Qamar
Main Jhuk Kay Dhoondhta Hun Jawaani Kidher Gaiee:)
pighar pathar b saktay hein
ulat darya bhi sakta hai
koi aawara sa panchi
palat kar aa bhi sakta hai
k jo shab mujh pay hansti thi
wohi shab ro bhi sakti hai
muhabbat ho bhi sakti hai...
pighar pathar b saktay hein
ulat darya bhi sakta hai
koi aawara sa panchi
palat kar aa bhi sakta hai
k jo shab mujh pay hansti thi
wohi shab ro bhi sakti hai
muhabbat ho bhi sakti hai...
Jii jii Bilqul Hoo Saktii hai hum nay kun sa Inkaar kiya hai yehi boola na abhee nahee hu gee kuch din baad hoo gee:)