Sirhanay meray our bhala kia hoga
chand awraaq preshaan
chand chorriyan ttoti howein
khuch aansu dhalkay howay
khuch khawab aadhoray say
kuch bal zulf e preshaan kay poray say
sirhanay meray
our bhala kia hoga
Adab Arz
(Azad)
Sirhanay meray our bhala kia hoga
chand awraaq preshaan
chand chorriyan ttoti howein
khuch aansu dhalkay howay
khuch khawab aadhoray say
kuch bal zulf e preshaan kay poray say
sirhanay meray
our bhala kia hoga
Adab Arz
(Azad)
Kiya baat hai Azad jee....
Akk baat aap kiya siraf weekend par likhtay hoo....
this is really beautiful....
Azad jee woh jo chand aansoo’aon ka zikr kia to poochna yeh tha ke botal mein band kar ke rakhe hain kiya?
Aur chooriyaan woh bhee totee huee jo aap ke sarhaane rakhee huee hain unke toot’ne ka raaz kia tha?
Aur aakhir mein ek explanation darkaar hai :----
kuch bal zulf e preshaan kay poray say
Is ka kia matlab banta hai? ![]()
cute
Our teri tasweer nahi
Dil par koi tehreer nahi
Paon tayar uttnay to safar main
** Phir bhi rahain Hum uss zulf kay assar main **
jab bhi hum janay ki karain
to woh apni ** zulf e pareshaan say lambhay baal **thorr kar
humaray haat our paon kay gird lapaitt kar, kahay
ab koi jaa kay to daikhay
Yeh to ghalat tradition hai..humzulfon ke asar mein rehna naheen chahiye is se donon behnein naraaz rehtee hain ![]()
I understood the explanation though ![]()
Thanks :k:
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Kiya baat hai Azad jee....
Akk baat aap kiya siraf weekend par likhtay hoo....
this is really beautiful....
[/QUOTE]
:)
:k:
Re: Sirhanay meray our bhala kia hoga
Beautiful:k:…very touching…thanx for sharing
Nawazish Pharma, Zara Nawazi Amal Jee
Khoob :k:
Beautiful,Thanks for sharing:)
WG
Gul e T
Thank you
Re: Sirhanay meray our bhala kia hoga
beautiful azad jee:k::k:
keep writing:)
hameesha ki tara bohat khoobsurat hai,:k: keep it up…
flower1:
Thank you Ghazal K K, you are on line so Eid mubarak aap ko ![]()
aap bhi to khobsorat ho
, aap on line hotien to aap say bhi eid mil layte ![]()
Chichorapan :halo: Aaj ke din naheen :nono:
Dar gaye kia…jokin’ na ![]()
Eid Mubarak ![]()
app ko bhi Eid Mubarak… ![]()