**Yeh Tu Dil Tha Dewana ke tum per agaya
Werna Hum Keemti pathron ko b uthaya nhe krtay
Yeh mana ke tum haseen ho magar yeh bhe sun lo
Hum Haseen logon se Dil Lgaya nhe krte
jis se karte hai Pyar bas ek baar he krte hai
Bar bar hum bhe kisi ko sataya nhe krte
Tum ko apne ho tum se kiya parda
Warna hum Raaz-e-dil kisi ko btaya nhe krte
Tm keh do to tmharay liye jaan b hazir hai
warna Hum Zindagi Daao par lagaya nhe krte**