SIRF TUM

Buhat mudat k baad kal shab
kitab-e0maazi ko me nay khola
buhat say chehray nazar say guzray
buhat say namoon pay dil paseeja
aik aisa safha bhi uss main aya
k jiss ka unwaan tha
“SIRF TUM”
likha hua tha jo ansoon say
kuch aur ansoo bhi uss pay tapkay
phir uss say agay main parh na paya
kitab-e-maazi ko band kar k
tumhari yaadon me kho gaya main
agar tum milti to kaisa lagta
inhi khayalon main soo gaya main

Re: SIRF TUM

agar tum milti to kaisa lagta
inhi khayalon main soo gaya main

Aww, how sweet...

Re: SIRF TUM

nice
who's the poet

Re: SIRF TUM

v nice one :)

Re: SIRF TUM

bohat khoob

Re: SIRF TUM

very nice

Re: SIRF TUM

thx sub ko

Re: SIRF TUM

hmmmmmmmmmmm................gr8

Re: SIRF TUM

thx

Re: SIRF TUM

nice one

Re: SIRF TUM

deaddddddddddddd who is the poet?

Re: SIRF TUM

sweet

Re: SIRF TUM

i don know abt poet but i'll chk

Re: SIRF TUM

shukrya