es baar mayray gaaoun kay maylay ki bheer main
jo gum hoa woh aik bhikaran ka laal tha
She’r kii Kuch Samajh nahiN Aai ![]()
Wah...so deep and touchy ..
Gul-e-Tasbeeh…
Iss ka matlab kuch yun hai ke
Iss baar mairay gaaon kay mailay ki bheer main…jo gum hua tha voh aik bhikaran ka laal tha … yani ke uss kay jiggar ka tukra …uss ka bacha… ![]()
buhat buhat Shukriyaa :-)![]()
nice :)