Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Itna Mat Chaho Ussay Woh Baywafa Ho Jay GA

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

rufaaquto main pashamaania to hooti hain
kay dosto say naadaania to hooti hain

bas is sabub say kay tujh pur buhat bhuroosa tha
gillay na ho phir bhi hairaania to hooti hain

udaasio kay sabab kia kuhain bujuz is kay
yey zindagi hay puraishaania to hooti hain

faraz bhool gaya hay teray firaaq ka dukh
kay shaairo main tanasania to hooti hain

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

BOTH OF U POSTED TOCHEE GHAZALS :)

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

i like her shirt *grin

boht khoob ... very nice...

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

buhut bhoob. :k:

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Ahhhaaa,,, Sannan ji,,,, Mushaa'ira loot lia apne,,,

Siley choor dein apney khuda per,
Wafa ko apni adat ker ke dekhain

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

wah bhai wah ....... hum to yehi kah saktay hain ....

*Mat Toot kay chaho ussay Aghaz-e-Safar Main
Bichray Ga to Ek Ek Ada tang karay gi *

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

hmm, Sannan ji,,,,,

Muhabbaton mai dilon ko saza to milni thi
Dile tabah terey kam mautber bhi nahi

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Oh Hoooooooyyyyyyy kia yaad dial diya aap nay .......

Woh Loog Buhat KhushQismat Thay
Jo Ishaq Ko Kaam Samjhthay thay
Ya Kaam Say Ishaq Kartay Thay
Hum Jeetay Ji Masroof Rahay
Kuch Ishaq Kia , Kuch Kaam Kia
Kam Ishaq Kay Aray Aata Raha
Aur Ishaq Kam Say Uljhta Raha
Phir Tang Aa Kar Hum Nay
Doonoon Ko Udhora Chore Diya

One of the best Shahkar of Faiz

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Wonderful!

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Yaaran E Mahfil.....
Yeh Sher Tamaam Aashiqon Ke Liye.

MOHABBAT KE LIYE DIL DHOOND KOI TOOTNE WALA
YEH WOH MA'I HAI JISSE RAKHTE HAIN NAZUK AABGEENON MAIN !!

keep It Up....

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Dash Ji! Wah wah Iqbal k haseen shyr ka shukriya and SAN buhat hi khub intikhab kis ki dad dain or kis ki na din,Image and Shairi donon hi khub hain Achi jori hy Allah kry bani rhy Ameen.:)

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Main khuda ka nam ly kr pi rha hon doston
Zehr bhi hoga is main agar, Dwa ho jay ga
wah Buhat khub

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

bara purana thread ooper aaya hay ... thanks GN G ....

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

No doubt a shahkaar.

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Very good ghazal has sung by Jagjit.

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

thanks a lot light bearer G and welcome here .......

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

[QUOTE]

Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga
Itna Mat Chaho Ussay Woh Baywafa Ho Jay GA

[/QUOTE]

very nice!
<!-- / message --><!-- attachments -->

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

very very nice sannan bhai…i love the image n the poem…!!!
excellent…:k:

Re: Sir Jhukaon Gay to Pathar Dewata Ho Jay Ga

Thanks Maham & MG