sipyoon kay khayal sahil pe kho choke hoon

assalam o alaikum
tareef karnay ka shukria...
yeh nazam main nay asi hi likhi thi.aik asi larki ki kahani hai jo apna sab khuch kho choki hai aur aik umed ki kirn hai jo wo zindagi se lagati hai kay wo is ki udas zindagi main khuch khushyoon kay rang bhar day..
yeh nazam main nay 10 october 2003 main likhi thi :)

take care..
thanx once again..
mehwish afsar