Re: Sins
**Reply krne se pehle km se km ye dekh lena chahye k sawal kon puch rha hai ![]()
Sb ko yahan pta hai k us ne ye Hadeeth post kr k zaeef ya sahi ka pucha q hai…coz he knew the answer aur usey pta tha k is mein se jhooti mann gharat baat nikali ja sakti hai…n aap k jawab ka jawab b us ne ready kr k rakha hua tha pehle se hi…
In logo k pass folders ready hote hain jin mein inki research k links hote hain, aur research ka sirf aik hi topic hota hai!!
Ye Hadeeth hamari, jin ki ye hadeeth wo Nabi
hamare, jis ne unko Nabi bna kr bheja wo Allah hamara (coz ye tou usko mantey hi nae), Deen Islam hamara, Quran hamara, ajr o sawab hamara, gunah bhi hamarey…
Pta nae is k aur is k jeso k payt mein maror aur serr mein dard q hota hai !!
Isko kisi qism ka jawab dena fuzul hai q k aap ki baat ka jawab ye seedha gustakhi kr k hi dega!**