Re: Single salan or a combination of two ?
**mujhe ek practical joke yaad aa gayaa…mere ghar mere uncle aaye to jab unke liye khaanaa parosaa gayaa to mez pe baiThne se pahle ek nazar khaanoN pe Daalte huye [qorma, kabaab, biryaanii, sabzii, daal] daal kii taraf ishaara kar ke bole:
“achchhaa to maharaanii jii mujh se pahle hii yahaN aa dhamkiiN!”
** ![]()