kyun? tum LP ki Abbu ho ![]()
LP ne ab kya kiya:bummer:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Kuch nahiiiiii…yeh sannan mahaan banne ke naatak kar rahe hai ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
Zakhme Dil Chupa Ke Royen Ge
Khudd Ko Aazma Ke Royen Ge
Dil Rahe Ga Tera Muntazir
Jaane Wale Tujhko Kya Khabar
Hum Tujhe Bhula Ke Royen Ge
Khwaab Tha Jo Khatm Ho Gaya
Jaage Tau Naseeb So Gaya
Aaj Muskura Ke Royen Ge
Begunahi Ban Gai Khata
Garr Yahan Huwa Na Faisla
Saamne Khuda Ke Royen Ge
aansoon bhi chupa ke royenge
*....................
*
LP hamari idhar sub say purani waqif kaar hay
iss liye ![]()
LP tum nay buhat acha kia hay jo Aaliya kay rang mein rang kar videos post naheen key haiN
shabash
kaisa kerti:konfused:
aur u chamat kyon maarete:naraz:
mahaan banne ke liye LP he mili chamaat marne ko:teary2:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
^:hugz: ![]()
whts waqif kaar:konfused: it betetr be something good
mera bhai n ur dude is good ![]()
hamaiN kahnay key zaroorat naheen hay ![]()
itnay ghumzada geet
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
thanks LP ![]()
aur Sannan…peethey mooh thwada ![]()
friend
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
phir maara sannan
aaliyah bhai
u ne sannan se larai kee kya:bummer:
LP yah tumhara bhai :aq: kaisi zaban ista’maal kar raha hay ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
sannan me ko nai pata uska meanign kya hai:bummer: but bhai ne kaha hai toh it must be something good ![]()
Ma’zurat chahtay haiN LP ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
nice song…
he started it…dramey baaz kahin ka :pcg:
chal ja ja…mujhe yaad jab u ne mujhe kahan tha ke Shakira’s song ka link u ko PM kardeing coz its too naughty to post here :pcg: ab naatak kar rahe ho ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
sannan
me ko woh flower nai pasand ![]()
aaliyah bhai
larke hain na
this was sent by my best frnd…yaad aa gaya
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
my all time fav
QUOTE - 2
Duniya ke sab aashiqon ki todi hai sab maine rasme - 2
Beche hai sab apne vaade, bechi hai sab apni kasme
Bechi hai sab apni kasme
Main bewafa, main bekadar, maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar, tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar tadpoonga main saari umar
Yeh pyaar ishq aur mohabbat kya hai yeh ab maine jaana - 2
Vaapas magar kaise aaye guzra hua voh zamaana
Guzra hua voh zamaana
Main bewafa, main bekadar, maine tera dil toda
Mera bhi dil toota magar, tujkho nahin iski khabar
Teri yaad mein dil thaamkar tadpoonga main saari umar
[/QUOTE]
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
![]()