Sindh Gormink kay nawabana andaz....

Yeh Gormin Bik gaye hai…

karorn ki raqam … tazeen o araish par laga di… afsoos sad afsoos

https://scontent-dft4-2.xx.fbcdn.net/v/t31.0-8/16602187_659796187562064_9066379897195157680_o.jpg?oh=32a5a29e3d9ec9222559bace6de57c2b&oe=5944E687

Re: Sindh Gormink kay nawabana andaz…

zaror fouj nay kanpati par pistol rakh kar yeh kam zabardasti karwaya hoo ga.

Re: Sindh Gormink kay nawabana andaz…

koi shak nahi.. par corruption par civilian ka utni hi haq hia jitna military ka defense contract par commission kamana… :cobra: mager main iss daleel ko idhar bilkul use nahi karon ga… jo baat ghalat hia woh ghalat hia…

Re: Sindh Gormink kay nawabana andaz…

Yeh sirf Sindh govt tak mehdood nahi…iss hamam main saray hi aisay hain…

Re: Sindh Gormink kay nawabana andaz…

ager aesa koi waqia pesh aya hai to app yahan par post kardain… iss say hamain yeh bhi pata chalay ga kay baqi sobon ki hakomatin kiya gul khila rahi hian…