Re: Sila
![]()
Re: Sila
![]()
Re: Sila
Usay Bhi Apnay Kiye Ka Malaal Hona Hay
Abhi To Ishq Main Aisa Bhi Haal Hona Hay
Re: Sila
Palkon ke band tod ke daaman pe gira
Ek aansoo mere zabt ki toheen kar gaya
Re: Sila
Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha
Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha
Khaber kahan thi mujhy wo bhool jaye ga
Aik aik cheez jo meri sambhal rakhta tha
Re: Sila
mujhe hum-safar bhi mila koi
tu shikasta haal meri tarha
kai manziloo.n ka thaka howa,
kahee.n raaste main luta howa
humain apney ghar sey chaley howe,
sar-e raah um'r guzar gaii
koi justuju ka sila mila,
na safar ka huq hi ada howa
Re: Sila
Duniya tou meri wafaon ka sila de chuki mujhey Tu bhi mera khulus meray muunh pe maar de
Yeh aap kay avi kee wajah say howa hai, iss koh change karein, sub theek ho jaye ga.
Re: Sila
lol... inko shaky avi pasand hain shaid.... kuch logoN ka to dil b kharab hota hai inka avi daikh k :)