Sikha Di Na Bewafai Tumhein B .......

**Sikha Di Na Bewafai Tumhein B
Is Zalim Zamanay Ne,

Or Tum Jo b Seekh Letay Ho,
Hum Hi Pay Aazmatay Ho,.!**

Re: Sikha Di Na Bewafai Tumhein B .......

kia kia aazmaya usne... kaddo ki sabzi aur loki ka halwa to nahin aazmaya?

Re: Sikha Di Na Bewafai Tumhein B .......

Us ny Direct Kachi Loki aazma`e.........:D
1kg ka pec tha

Re: Sikha Di Na Bewafai Tumhein B .......

Direct aazmaya yah aadha aadha ker kay :D ..wesay jo kuch bhi bigra hoga loki ka he bigra hoga..

Re: Sikha Di Na Bewafai Tumhein B .......

aap laboratory hain kya

Re: Sikha Di Na Bewafai Tumhein B …

kia pata khod hi esa ho :barbie: