ab hum pe khula ye raaz-e-chamaN uljha k baharoN maiN damaN
kantooN se niqlna asaaN tha phoolooN seY niqalNa mushkil hai
yaa hum se preshaN khushbo thei ya band haiN ab kaliOoN ki taRha
yaa misl-e-saba awaara thaY ya ghaR seY niqalna mushkil hai
likhteY rahaY khooN dil se jisaY taa’eed-e-nigha dost maiN hum
ab is afsaanaY ka unwaaN badalna mushkil hai