Siddo ki bachi

Re: Siddo ki bachi

he actually screamed???
my god he’s gone crazy

Re: Siddo ki bachi

siddo nothing.:barbie: …its casper the friendly ghost ka bacha.:lb: :sadiyah:

Re: Siddo ki bachi

Yeah he did scream! And he goes alll red and his spit flies in all directions!
:rotfl:
We all have 2 duck!

Re: Siddo ki bachi

shocking, she didnt tell me about her marriage and kids narazed

Siddo, I pray for a son this time for you, Is that ok if I do ? :s

Re: Siddo ki bachi

naraz aap loug mujhe uar seh pehle bhoori bana rehai ho
sharam nehi aati?
gaande loug*snootified*

Re: Siddo ki bachi

arrey arrey arrey... wah bhaii wah, aik to itti piari dua ki, aur oopar say itna gussaa ... more narazed ... issay kehtay hain naiki karo and daria main dalo ...

sharam? wo kia hoti hay blushed ... wo to door door kaheen rehti hay ham say blushing more ...

Re: Siddo ki bachi

siddo ki bachi

merey ley yeh naye khabar hay !

Re: Siddo ki bachi

^-- Good morning

Re: Siddo ki bachi

good night :snooty:

jab naiki kah vakt aie gah phir mujhe esi duaien dena
abhi toh meri shaadi bhi nehi huwi :blushing:

Re: Siddo ki bachi

un kay haq main raat bhi din , or hamray haq main din bhi raat

sidz> shadi kernee hay ?

Re: Siddo ki bachi

jab inshallah vakt aie gah toh hum nah nehi kahein geh :blushing:

Re: Siddo ki bachi

mama say k achi baat karnay say achi baat hojati hay angel me
next year hojaigi inshallah :-p
ziaada fikar not :-p

Re: Siddo ki bachi

hawwww you can see the future???
blush blush
batain nah keh voh kesai hain

Re: Siddo ki bachi

un kay kinn kay kon kay ? :s

raat to blessing hay jinaaba, razai maain ghuss kar sojain khoob, no kaam, no job, no nothing, bass aish hi aish :-p

ps: nice to see you...

ps289: gtg, Allah hafiz, cu laters,

Re: Siddo ki bachi

Allah Hafiz :waves:

Re: Siddo ki bachi

moonh par aik naak lagi howi hay
side main do baray baray kaan hain
naak kay pass oopar zara , 2-3 aankhain hain
naak say thora neechay moonh hay aik

aur yeh sab kuch aik adad khopri kay samnay walay portion main fit hay...
yeh khopri aik adad jisam kay kay sab say oopar walay floor par rakhi howi hay
2-3 hath bhi hain, taangain bhi hain...

pooray shehzaaday miaan hain, larkian daikhtay hi marr jati hain :s
kahayay qubool hay aisa balaq-ka-shehzaada ? :s

ps: laters ...

Re: Siddo ki bachi

sidz > Allah woh waqt jald layee ..

Re: Siddo ki bachi

itnee germee main ap he razaye main ghus ker so saktay hain bummer

Re: Siddo ki bachi

Sidz,....raymondo was telling us how long he takes to pee in the morning :(

Re: Siddo ki bachi

haiii meri bachiii yeh kiya zulm hai :hayaa: