sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

jaane kyun log flurt kertay hain
jaane kyun woh affairs chalatay hain
jaane kyun…jaane kyun…
jaane kyun jaane kyun^jaane kyun ???

**affair bin jeenay main rakha kiya hai
affair jiska nahin woh tanha hai
affair soo rang leker aata hai
affair he zindagi sajaata hai
Log chup chup ker affair chalatay hain,
Aur sab k saamnay friends ban jaatay hain!
jaane kyun…jaane kyun…
jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun ?
**
**affair best-friends main larai kerata hai
affair main banda pagal hojaata hai
affair na chahtay huway bhi chal jaata hai
affair bohat badnaami kerata hai…
Akhir affair her larai ki BASE ban jaata hai!
jaane kyun…jaane kyun…
jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ?
**
**Laikin^kabhi kabhi affair pyaar main convert hojaata hai
jhoota her such aur sucha her jhoot hojaata hai
zindagi ko bhi ek naya start mil jaata hai
Aur pyaar ki gari main 4th gear lag jaata hai
Aur Yehe Affair Zindagi Ka Safar Ban Jaata Hai
Jaane kyun…jaane kyun…
Jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ?

**

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

:D

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

SID ki choriyaan pagdee gayeen :cb:

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

:)

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

:smiley: :k:

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

Sid sahab ap tu gae.......

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

hahhah nahi nahi dont worry iam her elder sis wo tow mera chota bhai hai :slight_smile: lekin wo pakra tow gaya hai thats right:D sorry sid im just kidding ok:snooty:

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

Mere khilaaf kuriyoon ki meham chal he pari :teary2:
mei to acha bacha hon !seedha like jalaubii :wink:
baki ka jawab bhi donga abhi mei zara bz hon u know flirting time wala emotion

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

:D Okay if u say so then I wont laugh, otherwise.....

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

Jawabi hamlay k liye tayaar rahiye :smilestar:

Re: sid k naam (plz dont mind haan HAHAH)

JW party change :(