mera nahi khiyal keh yeh khoobsorat bhi hain cuz asal khoobsorti simplicity or parday main hoti hai
or main to usay larki hi nahi samajhta keh jo parda na karay or jehan tak in ka sawal hai
yeh mohtarma to parday k naam sey bhi nawaqif lagti hain …
eeeehhhhhh, whom u talking about??
haaaanh, sahih kaha. Kya?
[quote]
Originally posted by untammed heart:
mera nahi khiyal keh yeh khoobsorat bhi hain cuz asal khoobsorti simplicity or parday main hoti hai
or main to usay larki hi nahi samajhta keh jo parda na karay or jehan tak in ka sawal hai
yeh mohtarma to parday k naam sey bhi nawaqif lagti hain ...
[/quote]
brother in all the excitement
i think u forgot to post the pic.
or
instead of replying to some1
u have opened a new thread mistakenly.
no problemo hota hai.
*
zindagi mein koi aata hai
zindagi se koi jaata hai
jab aao to ley aana
jab jao to dey jaana
yaadein
baatein bhool jatein hain
yaadein yaad aate hain
bas yaadein.*