Mujhey roz aisa keyoon lagta hai ke aj shukkarwaar hai ?
Kaheen mujhey payar tu nahi ho gaya ? ![]()
Mujhey roz aisa keyoon lagta hai ke aj shukkarwaar hai ?
Kaheen mujhey payar tu nahi ho gaya ? ![]()
Re: Shukkarwaar
shukkarwaar kya hota hai yar… kya is din shukar karte hain :halo:
Re: Shukkarwaar
Shukkarwaar is Saturday
**Also some people say Charn Charn Waar..:) **
I believe can't be sure though!
Re: Shukkarwaar
Oh my God.. I knew you were a Jew ![]()
Re: Shukkarwaar
Haan bachpan main hifazati tekey poorey nahi lagey they, isleye jew hogia
Shukkarwaar is Friday
haan is din shukar kartey hain keyonkey weekend a jata hai :k:
Re: Shukkarwaar
Pyar to hona hi thaaaa
Pyar to hona hi thaaaa
:whistling
Re: Shukkarwaar
shuarwar say mujhay shakr pariyan yad agya
lakin shakar pariyan kis cheez ka nam tha mujhay yeh bhool gya ?
Re: Shukkarwaar
^ khatoon , lagta hai apko bhook lagi hai
alfaz main se haroof kha jati hian ![]()
Shakar pariyan, Islamabad ka ek tafreehi maqaam hai, jahaan mukhtalif sarbarahaan-e-mumlikat, apney doura-e- Pakistan main ek pouda lagatey hian takey dono mulkooun ke taluqaat us poudey ki manind waqt ke saath saath apni jaRain mazboot kar lain ![]()
Re: Shukkarwaar
**Also some people say Charn Charn Waar..:) **
I believe can't be sure though!
Shukrawar is friday and Saniwar is saturday here are the days name in hindhi
somwar -- Monday
Mangalwar-- Tuesday
Bhudwar -- Wednesday
Bruhaspatiwar --Thursday
shukrawar--Friday
saniwar--Saturday
raviwar --Sunday
all the names of the day are named of planet names in any language
Re: Shukkarwaar
pagal ....
Re: Shukkarwaar
Pagal kuan
Re: Shukkarwaar
^ Really ?
Re: Shukkarwaar
^haan na...
Re: Shukkarwaar
![]()
Re: Shukkarwaar
I don’t care if Monday’s blue
Tuesday’s grey and Wednesday too
Thursday I don’t care about you
It’s Friday, I’m in love
Monday you can fall apart
Tuesday, Wednesday break my heart
Thursday doesn’t even start
It’s Friday I’m in love
![]()
Re: Shukkarwaar
Tasnim aslam se pyaar hogiya hoga…![]()
Yaar ye baat tau tune sahi ki ke shukar waar walay din log shukar karte hain. Lagta hai, aaj kal ziyada nimaazain parh raha hoga, isliye har din aisa lagta hoga. Double jumma tau nahin parh raha..???
Jummay ke din kiya chummay ka wada…![]()
Re: Shukkarwaar
Each day is a happy day for me .... :)
'Happy Days.....'
Re: Shukkarwaar
aye haye. bara pyaar aa raha ![]()
get a room you two! ![]()
Re: Shukkarwaar
Soomwar koo hum millay
Mangalwaar koo naiN
Budh ko mairee neenD uRee
Jumairaat koo ChaaiN
![]()