Re: Should Mushrraf step down?
Saleem bhai, aap ki posts ko kya howa..muje lag raha hai aap ko bara ghera sadma pooncha, uski waja se yeh aap ki posts bhi "tussss" ho gayi. Bechare.... I was expecting huge posts on how Musharraf can maintain his kuris for the next 5 years.
May dil kee baat likhtaa hoon
Tum kewn lafzoon ko gintay ho?
Kabhie chand lafz hee kafi hain
Tum yea kaisa gila kartay ho? :)