Shouk Ke Khatir Ruswa Hue Kahan Kahan..

Shouk Ke Khatir Ruswa Hue Kahan Kahan..

aap ko koi aisa waqya/kissa biyan karna hei jo aap kabhi bhool na sakein

Jaisey k app ko kisi shouk ki khatir dant pari ho yar bahut sazza mili ho ya koi aisi cheez jo app zindgi bhar yaad rakhein… :smiley: