Jiss Waqt Khuda Ne tujhe banaya honga..
Ek Surru Sa uske Dil pe chaya Honga…
Sochaa Hongaaa Sochaa Hongaaa
Ki tumhe rakh Lu Jannat mein…
Phir Unko Mera Khyal Aaya Honga
raat hui jab sham ke baad,
teri yaad aayi har baat ke baad.
maine khamos rah kar bhi dekha teri
awaz aayi meri har shans ke baad..
muhabbat kaa agar daavaa hai to is ko bachaao tum
jo vaadaa kal kiyaa thaa aaj vo vaadaa nibhaao tum
agar tum raam ho to phir ye raavan kaa chalan kyuu.N hai
vatan me.n be-vatan kyuu.N h
agar talash karo to mil hi jaye ga
magar kaun humari tarah tumhe chahe ga
tumhe zaroor koi chahatoun se dekhe ga
magar woh ankhen humaari kahan se laye ga…?
tere milne ki aas nah hoti
zindagi youn udaas naa hoti
mil jaati jo ek tasveer teri
mujh ko teri talash na hoti!
kis kadar kaam berha deti hain yaadien uski
neend ankhoun se ura deti hain yaadien uski
main ne chaha jis ko us ko maloon bhi nahin
mujh ko aur bhi deewana bana deti hain yaadien uski!
phool khilte hai, baharo ka sama hota hai
aise hi mousam me to pyaar jawan hota hai
dil ki baato ko hoto se nahi kehte
ye fasana to aankho se bayan hota hai..