[quote]
Originally posted by Nayab:
** Hmmmm yeh kia ho raha hai ..aray yeh kia ho raha hai ???????
**
[/quote]
Uff yeh jasooossooN ko kiss ne kHabaar akr di...dekho zaraa chorni kahin yeh haamari hi Party ke bandey to nahIn
lolz@nayaab
shukriaa Kiraani saahib
asmaankirani
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
pretty kewll!! nice one
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
tasneef uncle aap khud hee pata kar lain na yeh konsi party ke member hain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
, wese bhi aap donon har waqt ek doosre se compete karne main magan hotay hain..ab tukk pata chal jaana chaaie uncle
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
Uff bhaateeji ab yeh bhi maiN pattaa karooN..aakHir tum bhateeji kiss kaam ki ho?lollzz
haw haye tou mein kya aap ke kaam karne pe lagi rahoon?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif
aakhir aap uncle kis kaam ke hain??
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
chaliay shabaash poochiay nayab aunty se khekhekhe
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
Nayab
June 24, 2002, 3:08am
25
hmmm acha jee to chorni jee ab hum samajh ghay keh yeh aap ki aur aap keh uncle jee ka mamlah hai …
Aur haan hum kishi party keh nahin hai …aap dono ko to pata ho gha keh hum kitni masoom aur khamosh rehne walhi larki hai …kishi ko kuch nahin kehtay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Aur hum neh to eshi hi poch liya tha..keh yeh kia ho raha hai..aur aap dono neh to humhe itna daanta…mamaaaaaaaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
[This message has been edited by Nayab (edited June 23, 2002).]
Originally posted by Nayab:
**hmmm acha jee to chorni jee ab hum samajh ghay keh yeh aap ki aur aap keh uncle jee ka mamlah hai …
Aur haan hum kishi party keh nahin hai …aap dono ko to pata ho gha keh hum kitni masoom aur khamosh rehne walhi larki hai …kishi ko kuch nahin kehtay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Aur hum neh to eshi hi poch liya tha..keh yeh kia ho raha hai..aur aap dono neh to humhe itna daanta…mamaaaaaaaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif
[This message has been edited by Nayab (edited June 23, 2002).]**
Alley alley alleyy
ham aapko Dant kab lahey haiN..haam to Paaal shey shamjhaaa lahey haiN !!!
hihihih
arey ham to yahi dekh rahe they keh aap Hamaare kitne kaam ki haiN…aap hamare bohaa kaam ki haiN …Masoom aur shareef hain (dikhne mein) logoN ko jhaansaa de sakti haiN (mashallah) iss tarah Chorni ki madad kar sakti haiN to aap ke lyie Roll yeh hai keh aap ne DukaanoN ke baahir shor macha diya karna hai keh aap ka purse koi cheen kar bhaag gaiya aur ronaa hai sab log ikathey hojaainge aap ke pass
To peecHey se chorni jaa kar DukaanoN ka safaiya kar aaiya karegi
To aaaj se aapki Nonkri Pakki
KiouN bhateeji theek rahega na inka yeh Roll???
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/devil.gif
KucH Raat Dhaley Dil meiN parcHaaiyaaN roti haiN,
Saaye meiN DarakHtoN ke TanhaaiyaaaN roti haiN