kia ap ko kabhi kisi ne shona bacha kaha???![]()
Re: Shona bacha…wub
Sirf Amma nay . ![]()
Re: Shona bacha…wub
u me ko hamiesha bolti hoo … ![]()
Re: Shona bacha...wub
bari wari meri maa ne kaha mery sonay bache roti kha le :D
Re: Shona bacha...wub
kisi ne mujhy kaha ya nahin per main rooz apny bachoon ko sohny bachy kahti
Re: Shona bacha…wub
![]()
9 bajy sone wala bacha
bolty hen:@:
Re: Shona bacha…wub
tenu kena v kinay ![]()
Re: Shona bacha…wub
"aida tu sohna…![]()
does that count?
Re: Shona bacha…wub
kabhi mujhay to ksi nay shona bacha nahi kaha but university k zamanay mein ham yaar log har doosri larki ko shoni bachi kah kar yaad kia kartay thay ![]()
Re: Shona bacha…wub
masha ALLAH:wub:
Re: Shona bacha…wub
sohnay bachay to daikho ![]()
I’m handsome guy ![]()
Re: Shona bacha…wub
shona bacha kaha ho to yaad nai :sid: han shoni kudi bht se logo ne kaha hai ![]()
Re: Shona bacha...wub
bht dafa kaha hy :@:
Re: Shona bacha...wub
sohni bachii .. :@:
Re: Shona bacha...wub
bachpan main kaha tha ab nai :P