Shola

Gham-e-jaan Gham-e-Doraan sau juda rakha krtay thay
Hum Mohabbat Kay Fasano Pe Hasa Krtay Thay
Khudsari Itni Ke Khud Ko He Samjhtay Sab Kuch
Bay Hisi Aisi Ke Dil Tor Dya Krtay Thay
Hum Jo Ruktay Thay To Ruk Jatay Thay Manzar Saray
Hum Jo Chaltay To Mausam Bhe Chala Krtay Thay
Jab Se Dekha Hai Tujhe Thaam Ke Dil Bethe Hai
Ban Gaye Moum Kabhe Shola Hua Krtay Thay

Re: Shola

:k: Good one.