amazing shairiii
shola tha jal ke bujha hoon, hawain mujhe na do
mai kab ka jaa chuka hoon, sadaaien mujhe na do.
jo zehr pi chuka hoon, tumhi ne to diya tha
ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do
aisa na ho ke palat ke na asakoon
har baar duur jake, sadaaen mujhe na do
kab mujh ko aitraaf-e- mohabbat na tha,
kab maine yeh kaha, sazaaien mujhe na do!