Shola tha jaL chuka hon

Shola tha jal bujha hon hawaein mujy na do
may kb ka ja chuka hon sadaen mujy na do

jo zehr p chuka hon tmhi ne dia mujy
ab tm to zindagi ki duaen mujy na do

ye bhi bara karam hay salamat hay jism abi
ay khusrwan-e-shehr kabaen mujy na do

aisa na ho kbi palat kr na a skon
hr bar door ja k sadaen mujy na do

kb mujhko aitraaf e muhabbat na tha FARAZ
kb may ne ye kaha k sazaen mujy na do

Re: Shola tha jaL chuka hon

Very nice :k: