**shola-e-ishq bujhaanaa bhi nahi chaahtaa hai
vo magar Khud ko jalaanaa bhi nahi chaahtaa hai
us ko manzuur nahi hai miri gumraahi bhi
aur mujhe raah pe laana bhi nahi chaahtaa hai
sair bhi jism ke sehraa ki Khush aati hai magar
der tak Khaak uRaanaa bhi nahi chaahtaa ha**
Re: Shola-e-Ishq
To phr us say pooch lo k kya karna chahta hay...
Re: Shola-e-Ishq
**us ko manzuur nahi hai miri gumraahi bhi
aur mujhe raah pe laana bhi nahi chaahtaa hai
koi Molana Diesal jaisa Molvi lag raha hai. 
**
tarash
5
Re: Shola-e-Ishq
opposition mein rehna chahta hai aur hakoomat chorna nahin chaahtaa hai
jiia
6
Re: Shola-e-Ishq
meri aami kehti hoti haien
“na aggay hunda na pechey honda”
kuch orr bhi tha sath…
tarash
7
Re: Shola-e-Ishq
ammi se pata kar k bataein
ajazali
10
Re: Shola-e-Ishq
honda nahi to phir kia suzuki hai? 