hum ke Thaharay ajanbi itni madaaraatoN kay baad
phir banain ge Aashnaa kitani mulaqatoN kay baad
kab nazar me aaye gi bedaaG sabze ki bahaar
Khuun ke dhabbe dhulain ge kitani barsatoN kay baad
dil to chaahaa par shikast-e-dil nay mohalat hi na di
kuchh gile-shikave bhi kar letay munaajaatoN ke baad
thay bahut bedard lamhay Khatm-e-dard-e-ishq kay
thiiN bahut be-mahar subahain meharbaN raatoN kay baad
un say jo kahanay gaye they “Faiz” jaaN sadaqa kiye
an-kahi hi rah gai wo baat sab baatoN kay baad
hanie
2
Buhat Khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez
Amal
6
bohat khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MeiN pal do pal ka shaer hooN…
very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï