*
bay tahasha hai tujhay yaad kya
aur bhulaya bhi bohat hai tujh ko
sari ronaq hi tery dam say hai
aur teray bikhray huway gham say hai
jis qadar
manay taluk tera mehsoos kya hai
itni gehraye to rohoo-n main huwa karti hai
jis qadar
manay teri zaat ko khud main paya
itni yaktaye kaha milti hai
faslay wuqa'atin kho bethay hain
doriya pheki parie-n
itni shidat say tujhay socha hai
itni shidat say tujhay chaha hai
shidatain ishq ki miraj huwa karti hain
itni yaktaye kaha milti hai
faslay wuqa'atin kho bethay hain
doriya pheki parie-n
v nice ..:)
very nice :)
nice
beautiful..:)
:)
thanks guyz :)
bohat Zabardast ..very nice :)
bahot khoob chand chehra jee ![]()
humm maza nahi aya
khoub… :k:
Nice :)
ye poetry form hai…poultry farm nahi jo a jatey mazay lainay ..![]()
yahan gazal milti hia raost kia huwa murgha nahi ![]()
LOL sahi kaha ![]()
thanks all :-)
very nice… :k:
aap ke murghay ka bhi maza nahi
thanks ![]()
very nice:k:
zabardast :k: