sheyn

Re: sheyn

oh tariq bahi is back in thread :) farmaishi prog lag ra haai :P

Re: sheyn

jhukna naheen...juhkna sirf khuda kay samnay chahiye...

Re: sheyn

jee Ireland maiN hotaa thaa...

Re: sheyn

yea kon si flop movie hai baheee

:hmmm:

Re: sheyn

Jee jaisay Aap kahain…:blush: * mou mein dupataa ka corner le-ing*

Re: sheyn

us ko sajdah kahtay hain :) barhoon kay samnay adaab say jhukaa jah sakktah hai kay woh pyar or shaafqaat say sar paayy haat phayir kay duahain day sakaiin ! :)

Re: sheyn

tk kider ghaib shaib hainn ???

Mr. Mod and all that

:hoonh:

Re: sheyn

Zalim gul marjaana , ishee adaaa nay tu humaay dewaana kar’dia hai ! :blush:

Re: sheyn

hmmmm pataha naheen, kissi na kissi movie naheen toh dramay mein toh ho ga na :smiley:

Re: sheyn

maar ney ki nahi Tariq bhai…ab tho mar mitnay ki baatein hothi hain…:blush:

Re: sheyn

chal bay, psych ward mein toh tum kaafi arsay say thay

Re: sheyn

Hehe

Khawaateen kee pur zor farm'aaish per

phir aa'gaa yaa hai

aaj hee daikhyay

Mohallay kee hero urf Jaanoo German

BBQ

Re: sheyn

nahi jee Gs pay serif koi 6 months howay hain :p

Re: sheyn

hahahah

Sheyn, is that you or Aliyish hijacked your account and posting

Re: sheyn

ammooman MohallaY kaY hero ko MohallaY kee laRkiyaaN Bhai keh kar bulaati haiN..

Re: sheyn

me sings

Aj phir tum pay pyaar ayah hai
bayhaad orrr bayhisaaab ayah hai :stuck_out_tongue:

Re: sheyn

Jeee wahi per moulaqat hui thi…:jano:

Re: sheyn

oh toh pagal khanay mein 6 maheenay pehlay internet connection laga tha?

BBQ

Re: sheyn

kis say?

Re: sheyn

daika Annu bahi nay foran personal lay lia:) muhaalay kay jagaat bahi thay yea !