sheyn

Re: sheyn

hahahhaha…

X2 bhai… touche` :cb:

sheyn: dun mind him… he is like this during the end of day..

Re: sheyn

jee jee Angoor kaahtay hain ! :p

Re: sheyn

AQ…How you doin :faizy:

Re: sheyn

personal experience bol raha hai? :D

Re: sheyn

:blush:

Re: sheyn

nahi woh wala jo app ko daik kay haasil kia hai :p

Re: sheyn

daal chawal bna lieey

main aa rahi hoon bus

Re: sheyn

woh how much gay wali thread dosri hai :stuck_out_tongue:

Re: sheyn

that's called Observation, naahanjaar insaan.

Re: sheyn

haan ban gahay hain ! mein nahee kia hai dinner ap ajao:)

sheyn is also here !

Re: sheyn

naheen tumharay dawaat e gunah walay despetrate thread say hum door hi rahain toh acchahai..lahola wala quwataha,,,

Re: sheyn

wooh in ki samj nahe ana tah :) explain karna partah tu phalay he kaardiaa :p

Re: sheyn

hann haann logoon ko assileeyaat jo maalom chal jahay gee Muahaha :p

Re: sheyn

u mean murgh -e - nahinjaar

Re: sheyn

Sheyn...challo rehnay doh, mera th khayal tha keh hum dost hain, aik doosray kay blogs parrh saktay hain..laikin, kabhi ziyadah bharossa karna bhi wekaness hi hota hai...mein...mein toh ..shayad bharossay kay laaiq naheen...kucch kaha ho ga..kuch kiya ho ga...\

ghalti tumhari naheen ho saktee...meri hi ho gi..

challo agla janum....err i mean agla jamun khatay huay kucch aur socch loon ga

Re: sheyn

wo shalimar mein Nahi hota Appaa ! so he doesnt know :D

Re: sheyn

ajeeb pagal laRkee hai

Ruko to maarnay kee dhumkee
Jaa'oo to maarnay kee dhumkee

Yeah sub Aliyish kaa qusoor hai

Us nay sheyn say maar khaa khaa kar us ko her baat per maarnay kee aadat dulwaa dee hai

Re: sheyn

Sheyn :) X2 bahi ko adaab say juk kar salam karoo :) baray hain tumharay , duahaain loo inki :p

Re: sheyn

ajee hum tu mar mitnay walay loog hain::) maar kahnay walay app log hain !

Re: sheyn

I think sheyn is just afraid to start to talk to me...
i understand. addictive hoon ne mein..shayad iss liye :(