Finally Sannan farishton ki qaid se na bach saka…
Take Care Sannan…![]()
Will see u soon…![]()
Finally Sannan farishton ki qaid se na bach saka…
Take Care Sannan…![]()
Will see u soon…![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
poor Sannan :hinna:
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
bohat buri baat hai ye meri mom ne kaha tha Ramadan mein aisi batain ya aise joke nai karte
![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
sachi ?
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
its not joke… ask to sannan…![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
tusi v tay duniye vch e lagay phirde o
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
Sannaan ko band to kar diyaa magar sitam-zareefii yeh huii k Sannaan ne ham sab ko bhii apne saath ghaseeT liyaa ![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
main kiyoon askoon u khudi bata dain ye kia hai ![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
mujhe tu majburan us k pechy jana para juti meri paa gya c ![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
^ ye jhoot bol raha hai isko pehlay giraftaar kiya gya tha magar wahan se bhi iski harkton ki wja se nikal diya gya:cryb:
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
shaitan ko qaid kar dia gaia to phir yeh gs …peh kioun khuli chit mili huwai hai sub ko
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
tumhain daikh k pehla kheyal dil main yahi aya mery
k agr saitan qaid hy to tum yahan kya kar rahi ho
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
tum ko iss taraf aaty dekh ke main bhi tum ki peavhy peachy aa gai
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
per main to hamesha sy yahin thi
wahan to tumhain daikhny gayi thi
but tum to mery peechy peechy yahan a gayi
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
issi ko kahty hain kharboozy ko dekh ke kharbooza rang pakrta hai na
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
vo shayaateen yahiiN GS par hii to band kiye jaate haiN ![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
wo kaisy ![]()
main to siraf tumhari shakal daikhny gayi thi per tum to mery hi peechy par gayi
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
mera to khaial hai yahn sy farishty kuch din aram ki gharaz sy bahir gy hain gs azad hai issi wajah sy
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
KKF ko daikh ker farishty waisy hi dum daba kar bhag jaty hain ![]()
Re: Shetan Ko qaid kar diya gya
kuch apny bary main bhi irshad firmao na tussi ****an ki khala