*hum ne samjahay baat tine see
khwab sheshay kay dunia pahtar ke
suntay hai ke mil jate hai her cheez duaa se
kese roz mang ke tumhien dekhay gay khuda se!
dil ke dard ko koi share(poetry) kahay to koi gila nahi kartay
takleef to tab hote hai jub woh wah wah karta hai
aaj to besabab udas hai dil
ishq hote to koi baat bhi thee
pahtar kay khuda, pahtat kay sanam, pahtar kay he insaan hain
to sehra-e-mohabaat kehtay ho, hum jaa bacha ka ayein hain
dekha na kese ne mere simat palat kar
meein bekahrtay hoay sheshoon ke sada tha
doob janay to koi baat nahi hai lakin
baEs-e-sharm hai tofaan se harasaA hona
woh nafratoon ka sawal karke mohabbaton ka jawab mangay
ke meray hesay mein kantay rakh kar woh mujhe se gulab managy
khud ko youheen jalanay ka sabab kaas nahi
bus tum se mohabaat ke saza kaat rahay hain
acha kia faramoosh kar diya
wabesta mere yaad se kuch talkhian bhi thee
tum pocho aur mein na batao aisay bhi halaat nahi
aik zara sa dil tota hai aur koi baat nahi
yeh bhi momkin hai raho aankh mein anso ke trha
yeh bhi momkin hai khabhi yaad na aao usko
ishq majnoon ke woh awaz hai jiske agay
koi laila kese dewaar se roke na gaye
na janay kon se guzraz hoay lamhay ka saya hai
her aik mehfil mein jana aur phir tanhaye likhna
yeh fakhar to hoa hanSil bura hai bahla hai
do char qadam hum bhi teray sath chal diyay
mujhe humsafar mila bhi magar sekasra haal mein
kae mazilon se bahtka hoa, kae rasto se roka hoaa
unke aankhon mein bhi nAme rehte hai
baat karaty hai jo aOrron ko hansanay ke liye
wafaa kay naam pe ketnay gunha hotay hai
Ger un se koi pochay jo barbaad hotay hai
bohut aziz hain aankhien usay mere lakin
woh jatay jatay inhein kar gaya purnaam phir
tum to azal kay dewanay aur dewanao ka sAiwa hai
apnay ghar ko aag laga kar roshan shahar ke raat ko*