Sher

Woh jhootay motiyon ki chamak par phisal gaee,
May hath may liyay huay Almas reh gaya.

Almas say peengay baRhanay ka mashwara kis ka tha?

<center
ko_ii dimaaG tasavvur bhii jin kaa kar na sake
ye jaan-e-zaar vo lamahe.n guzaar aa_ii hai

Khudaa gavaah ki un ke firaaq me.n "Kausar"
jo saa.Ns aa_ii hai vo sogavaar aa_ii hai

Azad

Kasam say mainay nahi kaha tha ka panga lay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Almas say peengay baRhanay ka mashwara kis ka tha?
[/QUOTE]

:D

Chalo aap ko apnee pasaand ka pata to lag gaya na, I mean you dont need some one who lacks da basic sense of differentiating:D

:)

:k: nice :slight_smile:

Merey achay khasay sher ki.......kher.

and stop it with the name....it's the name of someone very close to me.

very niceeee:k:

XC .. Halka pulka mazah or dil lagi hi paysh e nazar rehti hay .. kisi ka dil dukana matloob nahi ... Its depressing keh yahan log udass rehnay ke itnay aadi ho gay hain keh un ko apni muskorahat bhi praii lagti hay .. ba khuda humain maloom na tha ... hum is bhool e beja ki mazrit kartay hain is umeed ke saat keh darguzar ko app paysh e nazar rakhain gay.

Adab

Bhari dunia main jee nahi lagta
Jany kis cheez ki kami hay abhi

Depressed*Azad*Like-never-before

acha hay :k:
aapka apna hay?

Azad:

Alfaaz ki shatranj pe sajaa kay lehjon ki chaalen
Who keh raha tha us sa koi masoom nahi hai

Kiddin. No problem. Glad I could provide a source of laughter for the ever-green low-downs.

Nahi mera apna nahi hai.

azad bhai !!! :eek: kya urdu mari hay aapnay :slight_smile:

:)

Chalain Urdu Urdu khailain ..

1500 saal ki baat aisay hi lagti hay jaisay kal ki rahi ho .. lafzon ki hermat.. shaystagi .. matanat, serf e nazar ki rawayat ka tasalsul .. ,,,,,, shewa raha hay un char dewaron ka jahan nigahein nichay rehti hon .. aanchal lehratay hon .. awaz madhm .. lehja shreen or bool meeThay hon ..........

rahi baat un ki jo chumtay hain or jhoomtay hain .. barmala sunaii dayta hay .. "in God we trust" ... kon pochata hay and whocares

Waha

Azad Bhai,

Mari urdu kamzoor hai.. need help.... well i have seen at one place where it was written In God we trust... ....

kafi danoon baad acha laga ka koyee dill khol kare behi bolta hai.... magar wo he dastoora duniya ka logo ko bura laga...

Re: Sher

:k: