chalay meri dil ki duniya barbaat kar ka
hum bhuhut roya gay tumhay yaad kar ka
jin ka mahaloo mein hazaroon rag ka fanoos thay
qabar un ki ujar mein ha na hoo kuch bhi nahi
zindagi guzartii je rahee hai meri in hee tanhayoo mein
tumhay meri yaad na kabhi sataya nahi in tanhayoo mein
ankhoon se meri ansoo bhehtay hai
kash ka kabhi tum na in ansooyo ko dheka hota
hum sub kuch bhoola saktay hain lakeen tumhara pyaar nahi
aur aik tum thay jis na humra pyaar bhoola diya aur kuch bhi nahi
kia pata zindagi raha na rahay meri
lakeen tum ko kabhi bhoola na paya gay
diya hum na jalaya tha tumharay liya
lakeen ab bhoojanay ka dar rahta hai humhay
waqt intezar nahhi karta kabhi kisi ka liya
is ka istamaal hamasha karna sahee
warna aik din bhuhut pashtayoo gay tum
yaad rakhna sahee