shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

itna usay parha ke mujhay yaad ho gaya

main aaj tak hoon jis ke faraib-e-hisaar main
wo aur hi kisi ka mere baad ho gaya

apni tau saari umar aseeri main kat gayi
jis ne bhi haar maan li azad ho gaya

pehlay tau paniyoon se rahi guftagu meri
phir yun huwa ke aaina eijaad ho gaya

Re: shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

wahhhhhhhhhhhhhhhhhhh zaberdast :k:

simply beautiful… loved it :k:

Re: shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

[QUOTE]
main aaj tak hoon jis ke faraib-e-hisaar main
wo aur hi kisi ka mere baad ho gaya
[/QUOTE]

nice

Re: shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

:hinna:
great!!!:lajawab:

Wah ... khoobsurat

Re: shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

main aaj tak hoon jis ke faraib-e-hisaar main
wo aur hi kisi ka mere baad ho gaya

Very nice

Re: shehr-e-khayal-o-khwaab main abaad ho gaya

nice 1 :)

buhut khoob :)