Sheesha kya kehta hai

When you see yourself in mirror , what it says

and what you’d like to see in mirror one sunday morning except you ownself.

i would love to see myself tranformed into chiria for only one day.

Re: Sheesha kya kehta hai

sheesha ho ya dil ho toot jata hai:)

Re: Sheesha kya kehta hai

mujay to koi khayal nahi ata bas ALLAH ka sukar ada karta hoon k us nay mujay ik complete insaan banaya hay

Re: Sheesha kya kehta hai

kuch bhi nazar nahi ata … fog a jati hai :mocking:

Re: Sheesha kya kehta hai

sheesha kehta hai… tauba karo yaar, apna huliya zarra theek karo :smack2:

Re: Sheesha kya kehta hai

everytime, i see mirror, i say

mai pehlay pyari thi ya ab

Re: Sheesha kya kehta hai

Jo bol na paaye us se poochne ka faida? :expressionless:

Re: Sheesha kya kehta hai

my mirror says “mera sabar azma rhai ho?” :bummer:

Re: Sheesha kya kehta hai

It cud well give you 5 next time :smiley:

Re: Sheesha kya kehta hai

janai wo din kab aaye ga… :frowning:

Re: Sheesha kya kehta hai

Unload urself 1st :smiley:

Re: Sheesha kya kehta hai

mera sheesha to sirf gurgur karta hay aur dhuwaan maarta hay ;-)

Re: Sheesha kya kehta hai

saath mai “belly” ko bhi kuch hota hai ya… :halo:

Re: Sheesha kya kehta hai

filhaal tou upload kurnai ka sooch rha hon :frowning:

Re: Sheesha kya kehta hai

mujh se pehli si shakal na mang…

Re: Sheesha kya kehta hai

it says...

aap jaisa koi meri zindagi mein aaye .....

Re: Sheesha kya kehta hai

hehehe

Re: Sheesha kya kehta hai

boolnay ka alawaa aur kya kyaa kaam kar laita hay tumhara sheesha :rolleyes:

Re: Sheesha kya kehta hai

phew … so I wasn’t the only one thinking this :smiley: :smokin:

Re: Sheesha kya kehta hai

tum ussay sheesha kehtay hoo ? :hehe: