Got this info in a forwarded email, but facts and figures seems interesting and worth thinking about… **
Shabash Pakistan…**
Subject: Interesting News
China population
1 Arab 35 crore
Ministers 14
India population
1 Arab 27 crore - Ministers 32
USA population
32 crore - Ministers 14
UK population
13 crore - Ministers 12
** Now get ready for the shock**
Pakistan population
17 crore - Ministers only 96
Subhaan Allah, dill jhooom utha, dimaagh ne angdaai le k kaha bhalle bai
bhalle…nahi nahi mazaq nahi…kaam hi bahut hay hamare
paaas, itna kaam kaise
karain ge 12 ya 14 ministers, aap khud socho na.
and aik minister ka saal ka kharcha 16 Karor only
to iss hisaab se 96 Ministers ka saal ka kharcha
96X16 karor = 15 Arab 36 Karor Saalana only
aur ye bhi zehen main rahe k ye sabb koi factories ka maalik, koi
landlord, koi sardar,
koi nawaab waghaira hayn.
than
Her Minister ko Maahaana 50000 units bijli free
aur saalana
50000X12 = 600000 ( 6 laakh )units saalana free bijlee means
96 Ministers X 600000 units saalana free =57600000 (5 karor 76 laakh
units) aur zehen
main rahe k inn ki bijli jaaati bhi nahi hay, ye kia MPA, MNA ki nahi
jaaati bhaaai.
wait wait there is still something to shock you
Her Minister ko monthly 45 VIP Air Tickets FREEEEEEEEEEEEE
Her Minister ko monthly 100,000 yaani aik laakh ka Mobile balance FREEEEE
aur pata nahi kia kia hay jo k bilkul FREEEEEEEEE hay, main aaap ko
kia kia bataaon
lekin aakhir main aap sabb se darkhwast aur iltija hay k aap iss mail
ko zarur apne
doston ko forward karr dain , main aapka bahut shukar guzaar hooonga,
aapki tawajjo aur duaaon ka taalib
Aaapka Mukhlis…Aapka Apna
Pareshan PAKISTAN