Nain
1
:salam2:
**Adaaaab Ehbaabun **

"Abb hum kerney chalein hain naya kuch shuru
tu ayeee or app bhi shamil hu ker kijiye Apna Kaam shuru "
**
Kerna kuch yun hai ke banana hai her cheez ko nayaab
jo pehchaanne mae hu mushkil mager huti hu kis na kisi kaam mae istemaal ****
**


**App bhi beyaan kijiye Apnaa kamaal
or lelijiye sab ka ek imtehaaam**
**kon kitna samjhdaar hai ye pata lagyee
nahi tu chup reh ker hi apna raaz chupayee**
**"Tu Hum ne kuch cheezeun ko kiya hai beyaan
batey tu zara kya hai in ki asali pehchaaan "**

**mae abb apni baat keh sakta hun **
Asaan kerdiya hai ye Abb
**Teen chaar button daba ker **
**bhej deta hun mae abbb sab…
**-----------------
**
****ek bareek si dandi sab jagha ko mehkati hai **
**
**jaltey jaltey ashista ashista akhir
**
****wo bhi rahk hi hu jati hai
**
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
Jumaraat aur agarbatti
Nain
3
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
Agerbati :k:
Jumaraat
Ye qissa kya hai zara humein bhi tu batayein 
Restored attachments:

Nain
5
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
First time i heard this :hmmm:
Lekin mera matlab jumeraat se nahi tha jawab sahi nahi hai had-e-fasil :nahi:
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
la aqooli jumaraat. aqool agarbatti. ma aqool agarbatti fee arabic?
Nain
7
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
Baa-khoor…
Ya akhu inta jawaaabb kahtaaa 
mae ney wahan button likha hai 
Nain
8
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
[quote=““fariha ali””]

**mae abb apni baat keh sakta hun **
Asaan kerdiya hai ye Abb
**Teen chaar button daba ker **
**bhej deta hun mae abbb sab…
**
[/quote]
Is ka jawaab kisi ney nahi diya 
mae bata dun 
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
sms
Nain
10
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
Shuker hai 
Abb app bana rahey hain ya phir se mae hi banaunn:ASA:
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
aap banae. hamen paheliyan nahin aati
Nain
12
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
mae khud bana rahi hun 
**Arzzz hai …
Kisi kisi ke hisey mae hi ati hai woo
Kabhi naftrat kab ishq sikha dety hai wo
kArey koi gaflat tu bey-gana bana dety hai wo
Likhna bhi sikha dety hai woo
Anjaaam tak bhi poncha dety hai woooo ..
Bataoo tu bhala ya kya hai wooo

**
Nain
13
Re: Shayrana Andaaz Mae paheli
^^Kisi ney jawab nahi diya SAb raaz chupa rahey hain apna 
ARzz hai Hat key 
**mae hun hari
merey bachey hain kaley
Mujhe choroo
mere bachun ko khaloo** 