Dania
1
Shayad woh mujh sey ab pyaar nahi karta
Agar karta to woh mujhay itna udaas nahi karta
main uss kay liyah har pal intezar kartee hoon
magar woh ab tou meri parwa bhi nahi karta
Kya khata hogayee hum sey woh batai tou
sakhiyoN woh hum sey ab pyaar ka iqraar nahi karta
Dil ki baat ab apnay laboN pe woh kyun nahi laata
Kyun woh apnay pyaar ka ab izhaar nahi karta
Hum tou abb tak uskay liyah palkaiN bichaye bethay hain
Magar abb woh humara kyun ahsas nahi karta
zindagi rahay tou kabhi na kabhi zaroor poochaiN gay
Kah Kia woh mujh sey abb pyaar nahi karta?..
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
nice one ji
Aryaan
3
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
Bohat Khoob Dania..:k:
Dania
4
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
:)
<!--Session data-->

hehe...coolll ....
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
hmmmmm 
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
i sometimes dont get poetry because of the usage of some hard urdu words, but this was very very easy to understand and very well written. (Y)
Dania
8
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
:)
<!--Session data-->
Re: ~Shayad woh mujh sey abb pyaar nahi karta~
nice sharing..

Nice one