Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh

Aankhon ka rang baat ka lehja badal giya..
Woh shakhs ek shaam main kitna badal giya..

Qadmon talay jo rait bichi thi woh chal pari..
Us nay churaya haath to sehra badal giya..

Koi bhi cheez apni jagah parnaheen rahi..
Jatay hi ek shakhs k kiya kiya badal giya..

Hairat say saray lafz usay dekhtay rahay..
Baaton main apni baat ko kaisay badal giya..

Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh
Manzil k pass aa k jo rasta badaal gya

Re: Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh

Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh
Manzil k pass aa k jo rasta badaal gya

:(

Re: Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh

Koi bhi cheez apni jagah parnaheen rahi..
Jatay hi ek shakhs k kiya kiya badal giya..

zalzala aya tha kya